ai meri zindagi tu nahin ajnabi
tujhko dekhaa hai pahle kabhi
ai meri zindagi tu nahin ajnabi
tujhko dekhaa hai pahle kabhi
ai mere hamsafar mujhko pahchaan le
main wo hi hun wo hi
ai mere hamsafar mujhko pahchaan le
main wo hi hun wo hi
tu mere sath rahkar bhi kyun dur hai
isliye ki tujhe khud ye manzur hai
tu mere sath rahkar bhi kyun dur hai
isliye ki tujhe khud ye manzur hai
main tere paas hun main tere pass thi
main wo hi hun wo hi
ai meri zindagi tu nahin ajnabi
tujhko dekhaa hai pahle kabhi
ai mere hamsafar mujhko pahchaan le
main wo hi hun wo hi
dil mein padti to hain teri parachhaiya
dur hoti nahin phir bhi tanhaiya
dil mein padti to hain teri parachhaiya
dur hoti nahin phir bhi tanhaiya
dil ke aaine mein jhaank kar dekh le
main wo hi hun wo hi
ai meri zindagi tu nahin ajnabi
tujhko dekhaa hai pahle kabhi
ai mere hamsafar mujhko pahchaan le
main wo hi hun wo hi
tu wo hi hai jo mere khyalon mein thi
main vo madira hun jo tere pyaalo mein thi
tu wo hi hai jo mere khyalon mein thi
main vo madira hun jo tere pyaalo mein thi
kaun hun kyaa hun main ab to pahachaan le
main wo hi hun wo hi wo hi
ai meri zindagi tu nahin ajnabi
tujhko dekhaa hai pahle kabhi
ai mere hamsafar mujhko pahchaan le
main wo hi hun wo hi.