ji lagta nahi apna in desi najaro me
le jao mujhe yaro europe ki baharo me
ji lagta nahi apna in desi najaro me
le jao mujhe yaro europe ki baharo me
ji lagta nahi apna
jaha husn hai albela bekaid jawani hai
har julf sunhari hai har shakl suhani hai
jaha husn hai albela bekaid jawani hai
har julf sunhari hai har shakl suhani hai
is desh ki to yaro har chiz purani hai
ji lagta nahi apna in desi najaro me
le jao mujhe yaro europe ki baharo me
ji lagta nahi apna
badnam nahi hota waha pyar ka afsana
or band nahi hota pal bhar koi maykhana
badnam nahi hota waha pyar ka afsana
or band nahi hota pal bhar koi maykhana
gardish me jo aaye jaye rukta nahi paymana
ji lagta nahi apna in desi najaro me
le jao mujhe yaro europe ki baharo me
ji lagta nahi apna.