tere chehre se hate aankh to duniya dekhu

saamne tu hai tujhe dekh ke ab kya dekhu

raat julfo me teri din tere rukhsaaro me

ek hi waqt yeh din-raat kaa jalwa dekhu
tere chehre se hate aankh to duniya dekhu
tere chehre se hate aankh to duniya dekhu
tere jalwo ki bahare bhi tamashaayi hai
tere jalwo ki bahare bhi tamashaayi hai
mai bhi dil tham ke kab tak ye tamaasha dekhu
tere chehre se hate aankh to duniya dekhu
tere chehre se hate aankh to duniya dekhu
dekhta hu ki najaare bhi tujhe dekhte hain

tu hi bata la de ki mai kisaka najara dekhu
tere chehre se hate aankh to duniya dekhu
tere chehre se hate aankh to duniya dekhu
saamne tu hai tujhe dekh ke ab kya dekhu
tere chehre se hate aankh to duniya dekhu.