Pyaar hai mohan ki bansi
Pyaar jogan radha
Pyaar bin sab suna suna
Pyaar bin sab aadha
Ho meraa dil bhi dil bhi
Tera dil bhi dil bhi
Is ka dil bhi us ka dil bhi
Deewana pyaar kaa pyaar kaa
Har mohan ki koyi raadha
Ha re bani hai iss sansaar me
Iss sansaar me
Har pyare ki koyi pyaari
Ha re giregi usake pyaar me
Usake pyaar me
Mile naa jab tak
Mile naa jab tak
Naachenge naachenge
Intzaar me
Naachenge naachenge
Intzaar me
Band aankhe hain magar
Dekhata hu mai usse
Har ghadi har wakt
Abb sochata hu mai usse
Usaki koyal si sada
Har taraf sunata hu mai
Usake sapane raat din
Palko me bunata hu mai
Usaki surat ek pal
Khwaabo se hatati nahi
Jindagi usake bina
Tanha abb katati nahi
Usake nagame bajate rehate
Shaam saver abb
Mann ke sitaar me
Mann ke sitaar me
Mile naa jab tak
Mile naa jab tak
Naachenge naachenge
Intzaar me
Naachenge naachenge
Intzaar me
Aayegi jab samne
Chum lunga pyaar se
Haale dil keh dunga
Mai uss divaane yaar se
Paas mere aayegi
Sunake meri daastaan
Meri najaro se bhala
Jaayegi bach ke kaha
Pehle woh sharmaayegi
Phir jara ghabraayegi
Muskurakar phir mere
Sine se lag jaayegi
Aaj piye bin mai toh
Palchhin jhum raha hu
Usake khumaar me
Usake khumaar me
Har mohan ki koyi
Radha ha re bani hai
Iss sansaar me
Iss sansaar me
Mile naa jab tak
Mile naa jab tak
Naachenge naachenge
Intzaar me
Naachenge naachenge
Intzaar me.