Dhoonde har ek saans mein
Dubkiyon ke baagh mein
Har bhanwar ke paas kinare
Beh rahe jo saath mein
Jo hamare khaas the
Kar gaye apni baat kinare
Gar maanjhi saath mein
Ger ho bhi jaaye
Toh khud hi toh pathwaar ban
Paar hoge hum
Jo choti si har ek nahar
Sagar ban bhi jaaye
Koi tinka leke haath mein
Dhoond hi lenge hum
Kinare kinare kinare
Khud hi toh hai hum kinare
Kaise honge kam kinare
Hain jahaan hai hum kinare
Khud hi toh hai hum
Haan khud hi toh hai hum
Auron se kya
Khud hi se poonch
Lenge raahein
Yahin kahin
Maujon mein hi
Dhoond lenge hum
Boondon se hi
Toh hain wahin
Baandh lenge leherein
Peron tale jo bhi mile
Baandh lenge hum
Kinare kinare kinare
Khud hi toh hai hum kinaare
Kaise honge kam kinare
Hain jahaan hai hum kinare
Khud hi toh hai hum
Haan khud hi toh hai hum.