raat ke andhere me, baaho ke ghere me
aa bhi ja aa bhi ja
aa bhi ja aa bhi ja
raat ke andhere me, baaho ke ghere me
aa bhi ja ke faasla rahe na aaj tere mere me
raat ke andhere me, baaho ke ghere me
aa bhi ja ke faasla rahe na aaj tere mere me
raat ke andhere me
o janeman
ye zindagi jindadili ka naam hain
yaha pe to utha le jo
milta usi ko jaam hain
tu badhke apna jaam le
kisi ka hath tham le
kate na zindagi akele main o
raat ke andhere me, baaho ke ghere me
aa bhi ja ke faasla rahe na aaj tere mere me
raat ke andhere me
ye ishq bhi fareb hain
lekin hain kitna hasi
kahan talak bachayenge
dil bhi bacha hain kahin
tujhe nasha mujhe nasha
kise pata hain fark kya
ek asli aur nakli chehre me o
raat ke andhere me, baaho ke ghere me
aa bhi ja ke faasla rahe na aaj tere mere me
raat ke andhere me
ye mastiyan ye sokhiyan
tujh ko bulaye jhum ke
ruke ruke kadam hain kyu
aaja paas jaam chum ke
ye raat hain khumar ki
kiya ja baat pyar ki
ke der hain abhi savere me o
raat ke andhere me, baaho ke ghere me
aa bhi ja ke faasla rahe na aaj tere mere me
raat ke andhere me