tu hi to jannat meri tu hi mera junnon
tu hi to mannat meri tu hi ruh ka sukun
tu hi ankhiyon ki thandak tu hi dil ki hai dastak
aur kuch na janu me bas itna hi janu
tujhe me rab dikhta hai yara me kya karu
tujhe me rab dikhta hai yara me kya karu
sajde sae jhukta hai yara me kya karu
tujhe me rab dikhta hai yara me kya karu
kaise hai yeh duri kaise majburi
mene nazaron se tujhe chu liya
kabhi teri khusbu kabhi teri bate
bin mange yeh jahan pa liya
tu hi dil ki hai rounak tu hi janmon ki daulat
aur kuch na janu bas itna hi janu
tujhe me rab dikhta hai yara me kya karu
tujhe me rab dikhta hai yara me kya karu
sajde sae jhukta hai yara me kya karu
tujhe me rab dikhta hai yara me kya karu
vasdi vasdi vasdi dil di dil vich vasdi
hasdi hasdi hasdi dil ro ve the hasdi
rab ne bana di jodi haye
vasdi vasdi vasdi dil di dil vich vasdi
hasdi hasdi hasdi dil ro ve the hasdi
cham cham aye mujhe tarshaye
tera saya ched ke chumta
ho ho tu jo muskaye tu jo sharmaye
jaise mera hai khuda jhomta
tu hi meri barkart tu hi meri ibadat
aur kuch na janu bas itna hi janu
tujhe me rab dikhta hai yara me kya karu
tujhe me rab dikhta hai yara me kya karu
sajde sae jhukta hai yara me kya karu
tujhe me rab dikhta hai yara me kya karu
vasdi vasdi vasdi dil di dil vich vasdi
hasdi hasdi hasdi dil ro ve the hasdi
rab ne bana di jodi haye
na kuch pucha na kuch manga
tune dil se diya jo diya
na kuch bola na kuch tola
muskura ke diya jo diya
tu hi dhup tu hi chaya
tu hi apna tu hi paraya
aur kuch na janu bas itna hi janu
tujhe me rab dikhta hai yara me kya karu
tujhe me rab dikhta hai yara me kya karu
sajde sae jhukta hai yara me kya karu
tujhe me rab dikhta hai yara me kya karu.