Zindhgi ki raaho mein
Saath hum agar chale
Kyun meri nazar mein hai
Iss khadar ye faasle
Dil jo phool tha
Sholo mein dhala ha
Jalti hai jahaan dua
Saath jo tu nahi
Zinghgi ka kya kare
Jisme tu hai nahi
Us khushi ka kya kare
Waqth ki nigaah mein
Yaadon ke nishaan hai
Dil ki har zameen pe
Waadon ke nishaan hai
Dil jo phool tha
Sholo mein dhala ha
Jalti hai jahaan dua
Jalti hai jahaan dua ha
Saath jo tu nahi
Zinghgi ka kya kare
Jisme tu hai nahi
Us khushi ka kya kare
O rabba mere jaan lauta de
O rabba main kaha tere aage
O rabba mera dard bhula de
Ya rabba mera yaar mila de
O rabba mere jaan lauta de
O rabba main kaha tere aage
O rabba mera dard bhula de
Ya rabba mera yaar mila de
Zindhgi ki raaho mein
Saath hum agar chale
Chahta hai yeh dil mera
Ki phool phir wahi khile
Saath jo tu nahi
Zinghgi ka kya kare
Jisme tu hai nahi
Us khushi ka kya kare
O rabba mere jaan lauta de
O rabba main kaha tere aage
O rabba mera dard bhula de
Ya rabba mera yaar mila de
O rabba o rabba
O rabba o rabba.