Duniya jo chahe samjhe
Badlu na main irada
Duniya jo chahe samjhe
Badlu na main irada
Jisse bhi pyar karlu
Jisse bhi kar lu wada
Main hoon dil ka raeeszada
Main hoon dil ka raeeszada
Raeeszada raeeszada
Raeeszada raeeszada
Raeeszada raeeszada
Raeeszada raeeszada
De na sake jo kuch bhi kisi ko
Sare jaha mein garib wahi hai
Auro ka daman khushi se bhar de
Sach pucho to amir wahi hai
De na sake jo kuch bhi kisi ko
Sare jaha mein garib hai
Auro ka daman khushi se bhar de
Sach pucho to amir wahi wahi hai
Duniya jo chahe samjhe
Badlu na main irada
Jisse bhi pyar karlu
Jisse bhi kar lu wada
Main hoon dil ka raeeszada
Main hoon dil ka raeeszada
Raeeszada raeeszada
Raeeszada raeeszada
Raeeszada raeeszada
Raeeszada raeeszada
Khushi batta hu duniya ko
Dard akele sahta hoon
Lakh sitare ho gardish mein
Phir bhi hasta rahta hoon
Khushi batta hoon duniya ko
Dard akele sahta hu
Lakh sitare ho gardish mein
Phir bhi hasta rahta hoon
Duniya jo chahe samjhe
Badlu na main irada
Jisse bhi pyar karlu
Jisse bhi kar lu wada
Main hoon dil ka raeeszada
Main hoon dil ka raeeszada
Raeeszada raeeszada
Raeeszada raeeszada
Raeeszada raeeszada
Raeeszada raeeszada
Main sachai ka saudagar
Aashiq hoon main tarano ka
Main hoon gunaho ka bas dushman
Dost sabhi insano ka
Main sachai ka saudagar
Aashiq hoon main tarano ka
Main hoon gunaho ka bas dushman
Dost sabhi insano ka
Duniya jo chahe samjhe
Badlu na main irada
Jisse bhi pyar karlu
Jisse bhi kar lu wada
Main hoon dil ka raeeszada
Main hoon dil ka raeeszada
Raeeszada raeeszada
Raeeszada raeeszada
Raeeszada raeeszada
Raeeszada raeeszada.