is rang badalti duniya me
insaan ki niyat thik nahi
nikla na karo tum saj dhajkar
imaan ki niyat thik nahi
is rang badalti duniya me
insaan ki niyat thik nahi
nikla na karo tum saj dhajkar
imaan ki niyat thik nahi
is rang badalti duniya me
ye dil hain bada hi diwana
chheda na karo is pagal ko
ye dil hain bada hi diwana
chheda na karo is pagal ko
tum se na shararat kar baithe
nadan ki niyat thik nahi
is rang badalti duniya me
insaan ki niyat thik nahi
nikla na karo tum saj dhajkar
imaan ki niyat thik nahi
is rang badalti duniya me
kandhe se hata lo sar apna
ye pyar mohabbat rahne do
kandhe se hata lo sar apna
ye pyar mohabbat rahne do
kashti ko sambhalo maujo me
tufan ki niyat thik nahi
is rang badalti duniya me
insaan ki niyat thik nahi
nikla na karo tum saj dhajkar
imaan ki niyat thik nahi
is rang badalti duniya me
main kaise khuda haafiz kah du
mujhko to kisi ka yakin nahi
main kaise khuda haafiz kah du
mujhko to kisi ka yakin nahi
chhup jaao humari aankho me
bhagwan ki niyat thik nahi
is rang badalti duniya me
insaan ki niyat thik nahi
nikla na karo tum saj dhajkar
imaan ki niyat thik nahi
is rang badalti duniya me