kabhi kuch pal jiwan ke lagta hai
ke chalte chalte kuch der thahar jate hai
kabhi kuch pal jiwan ke lagta hai
ke chalte chalte kuch der thahar jate hai
kabhi kuch pal jiwan ke
har din ki halchal aaj mili khamosi
jhalki hai tan man me pyar bhari ye madhosi
badale badale mosam ke
mujhe rang nazar aate hai
kabhi kuch pal jiwan ke lagta hai
ke chalte chalte kuch der thahar jate hai
kabhi kuch pal jiwan ke
ye ghadia fursat ki roz kaha milti hai
ab khushiya hath mera thame hue chalti hai
mere sath gagan ye dharti mera geet madhur gate hai
kabhi kabhi kuch pal jiwan ke lagta hai
ke chalte chalte kuch der thahar jate hai
kabhi kuch pal jiwan ke
kitna bhala lagta hai suraj ka ye dhalna
duniya se dur chhup ke yaha
tera mera yu milna yaha
kabhi kabhi diwanepan ki hum
had se gujar jate hai
kabhi kuch pal jiwan ke lagta hai
ke chalte chalte kuch der ther jate hai
kabhi kuch pal jiwan ke