are tera mera mera tera jab ho gaya faisla
ho gaya faisla
are tera mera mera tera jab ho gaya faisla
ho gaya faisla
fir ye kaahe ka dono me faasla
fir ye kaahe ka dono me faasla
are hote hote ho gaya jo faisla
ho gaya faisla
fir bhi rahne de rahne de ye silsila
fir bhi rahne de rahne de ye silsila
sunle o janejana, sunle o janejana
acha nahi tadpana
pyar ka mausam aise ho gawana na
sochle o diwane ban jayenge afsane
aise mausam me aisi aag lagana na
jhum ke balkhake lahro si lahrake
aake gale se lag ja aaja aaja
rahne de rahne de ye silsila
rahne de rahne de ye silsila
are tera mera mera tera jab ho gaya faisla
ho gaya faisla
fir ye kahe ka dono me fasla
fir ye kahe ka dono me fasla
khwabo me aa kahti ha or waise na kahti hai
khwabo me aa kahti ha or waise na kahti hai
dekho logo kaisi hai ye jaan meri
aise bahka na mujhko kaise samjhau tujhko
kal dekhenge aaj to yara maan meri
bhul ke duniya ko duniya ki rasmo
aa meri baho me aa, are aa gayi aa gayi
mit gaya ab to faasla dekho dekho
mit gaya ab to faasla
are tera mera mera tera jab ho gaya faisla
ho gaya faisla
fir ye kahe ka dono me faasla
fir ye kahe ka dono me faasla.