Na Zamane Bhar Ke Bawalon Se
Na Jawabon Se Na Sawalon Se
Na Dil Ke Tukde Karne Walon Se
Ab Main Khud Se Ladd Gayi Hoon
Ab Main Hadd Se Badh Gayi Hoon
Jo Chahe Karle Zamana
Ab Main Zid Pe Add Gayi Hoon
Ab Main Khud Se Ladd Gayi Hoon
Ab Main Hadd Se Badh Gayi Hoon
Jo Chahe Karle Zamana
Ab Main Zidd Pe Add Gayi Hoon
Tak Tak Rode Daale Rasta
Thokar Dekar Bhaage Rasta
Bhaag Ke Jayega Tu Kahan Pe
Ab Main Pichhe Pad Gayi Hoon
Rag Rag Mein Daude Hai Junoon Bas
Manzil Se Milke Hai Sukoon Bas
Lakh Bichado Path Mein Kaante
Ab Main Darr Se Ukhad Gayi Hoon
Ab Main Teh Tak Gadd Gayi Hoon
Ab Main Sar Pe Chadh Gayi Hoon
Jo Chahe Karle Zamana
Ab Main Zidd Pe Add Gayi Hoon
Ab Main Khud Se Ladd Gayi Hoon
Ab Main Hadd Se Badh Gayi Hoon
Jo Chahe Karle Zamana
Ab Main Zidd Pe Add Gayi Hoon
Na Zamane Bhar Ke Ilzaamon Se
Na Toh Apno Se Na Anjaanon Se
Na Haar Jeet Ke Anjaamon Se
Ab Main Khud Se Ladd Gayi Hoon
Ab Main Hadd Se Badh Gayi Hoon
Jo Chahe Karle Zamana
Ab Main Zid Pe Add Gayi Hoon
Ab Main Khud Se Ladd Gayi Hoon
Ab Main Hadd Se Badh Gayi Hoon
Jo Chahe Karle Zamana
Ab Main Zidd Pe Add Gayi Hoon.