pichhe pichhe aunda meri chal ve na aayi
pichhe pichhe aunda meri chal ve na aayi
chire waleya vekhda aayi ve mera laung gawacha
nigah marda aayi ve mera laung gawacha
ishq ne mere yeh kaisa kaam kar diya
mera aashqo me uncha naam kar diya
ishq ne mere ye kaisa kaam kar diya
mera aashqo me uncha naam kar diya
lutt gaya wo jisko bhi hans ke salaam kar diya
dekho meri ada bhi aaj kya kar gayi
dekho meri ada bhi aaj kya kar gayi
yaha jitne bhi dil hai tabah kar gayi
meri ada bhi aaj kya kar gayi
pichhe pichhe aunda meri chal ve na aayi
pichhe pichhe aunda meri chal ve na aayi
chire waleya vekhda aayi ve mera laung gawacha
nigah marda aayi ve mera laung gawacha
pachtaye ankhiyo ko tujhse jod ke
akh mili chala chhod ke iss dil ne dhokha de diya
arrey haan, har pal apne hi intezar ka
bhole bhale tune mere ko pyar ka rog yeh anokha de diya
husn se yaha karu mai chedkhaniya
lagti hai sitam kyun meri meharbaniyan
har zuban par ab tak abhi yehi hai kahaniya
dekho meri ada bhi aaj kya kar gayi
dekho meri ada bhi aaj kya kar gayi
yaha jitne bhi dil hai tabah kar gayi
meri ada bhi aaj kya kar gayi
tere pichhe pichhe mera sabar kho gaya
jane kab kaise tera asar ho gaya
tere sau sau jadu chal gaye
arre ha tuhi jaane kaise mai to teri ho gayi
tere rasto me meri nindh kho gayi
tere bate mujhko chhal gaye
pal do pal ka mai tera mehman ho gaya
jo bhi tha mera tujhpe kurban ho gaya
chain kho gaya dil ka bhi nuksan ho gaya
dekho meri ada bhi aaj kya kar gayi
dekho meri ada bhi aaj kya kar gayi
yaha jitne bhi dil hai tabah kar gayi
meri ada bhi aaj kya kar gayi
pichhe pichhe aunda meri chal ve na aayi
pichhe pichhe aunda meri chal ve na aayi
chire waleya vekhda aayi ve mera laung gawacha
nigah marda aayi ve mera laung gawacha.