raat ki hatheli par chand jagmagaata hai

uski narm kirno me tumko dekhta hu to
dil dhadak sa jaata hai

tum kahan se aayi ho kis nagar ko jaaogi

sochta hu main hairaan chand jaisa yeh chehra
raat jaisi yeh julfe hain jagaaye sau armaan
ek nasha sa aankho me dhire dhire chhaata hai
raat ki hatheli par chand jagmagaata hai
raat ki hatheli par chand jagmagaata hai
uski narm kirno me tumko dekhta hu to
dil dhadak sa jaata hai
dil dhadak sa jaata hai
raat ki hatheli par chand jagmagaata hai
meri is tanhai me mere is virane me
meri is tanhai me mere is virane me
rang leke tum aayi phir bhi sochta hu main
kya yahan tum sach much ho ya ho sirf parchhayi
khaab jaise banata hai aur tut jaata hai