Behna ne bhai ki kalai se
Behna ne bhai ki kalai se
Pyar bandha hai
Pyar ke do taar se sansar bandha hai
Resham ki dori se, resham ki dori se
Resham ki dori se sansar bandha hai
Behna ne bhai ki kalai se
Pyar bandha hai
Pyar ke do taar se sansar bandha hai
Resham ki dori se, resham ki dori se
Resham ki dori se sansar bandha hai
Sundarta mein jo kanhaiya hai
Mamta mein yashoda maiya hai
Woh aur nahi duja koi
Woh to mera raja bhaiya hai
Behna ne bhai ki kalai se
Behna ne bhai ki kalai se
Pyar bandha hai
Pyar ke do taar se sansar bandha hai
Resham ki dori se, resham ki dori se
Resham ki dori se sansar bandha hai
Mera phool hai tu talvar hai tu
Meri laaj ka pehredar hai tu
Main akeli kahan is duniya mein
Mera sara sansar hai tu
Behna ne bhai ki kalai se
Behna ne bhai ki kalai se
Pyar bandha hai
Pyar ke do taar se sansar bandha hai
Resham ki dori se, resham ki dori se
Resham ki dori se sansar bandha hai
Hame door bhale kismat kar de
Apane man se na juda karna
Sawan ke pawan din bhaiya
Behna ko yaad kiya karana
Behna ne bhai ki kalai se
Behna ne bhai ki kalai se
Pyar bandha hai
Pyar ke do taar se sansar bandha hai
Resham ki dori se, resham ki dori se
Resham ki dori se sansar bandha hai
Behna ne bhai ki kalai se
Pyar bandha hai
Rakhi ke taar mein lipati dua
Talegi hamesha bala teri
Tu kahin bhi rahe
Main kahin bhi rahoon
Tere sath rahegi dua meri
Behna ne bhai ki kalai se
Pyar bandha hai.