jagmagaati hai aaj ki raat, lutero ki hai baraat
sab ke dil me hai ek hi baat
le jaayenge apne sath
vo hero ka baadshah, baadshah
kohinoor, kohinoor, kohinoor hai sabka imaan
kohinoor, kohinoor, kohinoor hai hum sabki jaan

haajiri tumhe mera salaam, le lo salaam
jaam par chalo chhalkaaye jaam, chhalkaaye jaam
jara ye raat dhalne do, nashe me yun machalne do
hum bhi najara kuch dikhayenge
aao khudko huzur
kohinoor, kohinoor, kohinoor hai sabka imaan
kohinoor, kohinoor, kohinoor hai hum sabki jaan
husn ye humara bhi to kam nahi, kam nahi
jo hum me hai heero me bhi to vo dam nahi
ye baat hai sach hasino ki, ye shaan hai nagino ko
pariya yahi to hai jami ki, jaha ka ye nur
kohinoor, kohinoor, kohinoor hai sabka imaan
kohinoor, kohinoor, kohinoor hai hum sabki jaan
hiro se ye rishta purana hai, purana hai
shauk ye bada hi kaatilana hai, kaatilana hai
ye shauk ho ke rishta ho
usi ka ek nasha sa ho
fir jo bhi pana hai vo paayenge
aaj hum jarur