tere is jahan me ai khuda
woh nahi toh lagta hai kuch nahi
tere is jahan me ai khuda
woh nahi toh lagta hai kuch nahi
nahi hoke bhi hai woh har jagah
karu kyun yakin ke woh ab nahi
tere is jahan me ai khuda
woh nahi toh lagta hai kuch nahi
nahi hoke bhi hai woh har jagah
karu kyun yakin ke woh ab nahi
tere is jahan mein ai khuda
hai udaas tere bina shahar
tujhe yaad karte hain raaste
hai woh log apne gharo me band
jo nikalte the tere waste
baharein jawani kahaan gayi
thi abhi fizan ki rut nahi
tere is jahan mein ai khuda
woh nahi toh lagta hai kuch nahi
sab jeete hain yahaan jindagi
tujhe jindagi ne jiya magar
tha woh rab bhi tanaha tere bina
toh bana liya tujhe hum safar
tujhe chhin laau khuda se main
koi uska tujhape to haq nahi
tere is jahan me ai khuda