Kaha Ho Duniya Ke Bhagwan Lyrics | Roop Basant

Lyricist : Gafil Harnalvi
Music Director : A M Khan , Dhaniram
Singer : Asha Bhosle
                        
                        kaha ho duniya ke bhagwanduniya ke bhagwan
pukare tujhay teri santaan kaha ho duniya ke bhagwan

kal ke raaja aaj bhikhari ye kaisa anyaay
bhukh ki maaya aisi hai jo sant ko chor bnaaye
duniya me kodhi ke badle duniya me kodhi ke badle
bikta hai imaan
kaha ho duniya ke bhagwanduniya ke bhagwan
pukare tujhay teri santaan kaha ho duniya ke bhagwan

jivan bhar sansaar me sachaa pag pag thokar khaaye
chl aur kapat ke bal par jhutha jag me mauj udaaye
kya sansaar ke daata teri kya sansaar ke daata teri
yahi hai jag me shaan
kaha ho duniya ke bhagwanduniya ke bhagwan
pukare tujhay teri santaan kaha ho duniya ke bhagwan

3)Song Name-Aag Bujha Le O Matwale
  Lyricist- Gafil Harnalvi
  Singer-Asha Bhosle
  Duration-3.12
Lyrics-

aag bujha le aag bujha le o matwale
aag lagi hai aag lagi hai aag
aag bujha le
shole hai idhar tufaan hai udhar
shole hai idhar tufaan hai udhar
aasu hai idhar muskaan hai udhar
aasu hai idhar muskaan hai udhar
ek dil ki chita aankho se jale
jalta hai jahan aakash tale
ghar ja sake ghar ja sake
ghar ja sake ja sake to ja
aag bujha le aag bujha le o matwale
aag lagi hai aag lagi hai aag
aag bujha le

fariyad na kar aasu na bahaa
fariyad na kar aasu na bahaa
ki khoon ae jigar aur dil ko jala
phir dekh tere baaho ka dhuaa
ban jaaye yahi sholo ka jahan
uth bhaag yaha se uth bhaag yaha se
uth bhaag yaha se uth bhaag
aag bujha le aag bujha le o matwale
aag lagi hai aag lagi hai aag
aag bujha le

aaye na kahi bhuchal kaho
a pyar tera itkaar sambhal
tadpake mujhe jata hai kaha
chaati ka lahu khanjar ki jubaan
chaati ka lahu khanjar ki jubaan