Bandh khidki hain
Bandh saare kamre
Bhulate hain khushboo
Badan ke mere
Bandh khidki hain
Bandh saare kamre
Bhulate hain khushboo
Badan ke mere
Aaiye aaiye na
Chale aaiye chale aaiye
Aa bhi jaiye aa bhi jaiye
Aaiye na aaiye na
Chale aaiye chale aaiye
Aa bhi jaiye aa bhi jaiye
Aaiye na aaiye na
Dhak dhak dhak dhak
Dil ye dhadke
Dhadkan pukare tumhe
Dhak dhak dhak dhak
Dil ye dhadke
Dhadkan pukare tumhe
Sar se kadam tak har ang
Mera karta ishare tumhe
Dil ke ishare samaj jaiye
Tarsaiye aur na aaiye na
Bandh khidki hain
Bandh saare kamre
Bhulate hain khushboo
Badan ke mere
Aaiye aaiye na
Chale aaiye chale aaiye
Aa bhi jaiye aa bhi jaiye
Aaiye na aaiye na
Ik chhat niche aise akele
Jab ho do dil jawa
Ik chhat niche aise akele
Jab ho do dil jawa
Aag si dil mein lag jati hain
Karti hain tanhaiyaan
Kyu pyase dil tanha tarse
Kyu dono mil jaaye na
Aaiye na
Bandh khidki hain
Bandh saare kamre
Bhulate hain khushboo
Badan ke mere
Aaiye aaiye na
Chale aaiye chale aaiye
Aa bhi jaiye aa bhi jaiye
Aaiye na aaiye na
Chale aaiye chale aaiye
Aa bhi jaiye aa bhi jaiye
Aaiye na aaiye na.