ye bat nahi hai kahne ki hum kahte hue sharmate hai

sarkar ka dil bahlane ke andaz hame bhi aate hai

ye bat nahi hai kahne ki
hum aapke hai dil aapka hai
or dil me mohabbat aapki hai
wo aankh kis ko kya dekhe
jin aankho me surat aapki hai
hum sukar ke sajde karte hai jab aap najar aa jate hai
sarkar ka dil bahlane ke andaz hame bhi aate hai
ye bat nahi hai kahne ki hum kahte hue sharmate hai
ye bat nahi hai kahne ki
dil ko mahakti chaw liye aankho ke chalakte jam liye
khamosh larajte hotho par arman bhare paygam liye
hum aapki or badhte hai or aap hame thukrate hai
sarkar ka dil bahlane ke andaz hame bhi aate hai
ye bat nahi hai kahne ki hum kahte hue sharmate hai
ye bat nahi hai kahne ki.