Jai hanuman gyan gun saagar
Jai kapis tinhu lok ujaagar
Jai hanuman gyan gun saagar
Jai kapis tinhu lok ujaagar
Dekhegi ye duniya yeh Womaniya
Haan….
Jab bhi ye nikal jaaye
Suraj bhi pighal jaaye
Aasmaan ko niche de jhuka
Apne pe aaye agar
Patthar titar bitar
Kisi ka bhi tode ye ghumaan
Dhunki dhuaandhaar ho
Zidd agar sawaar ho
Tere jaisi taakat dekho
Yahaan kisi aur aur mein kahaan…
Likh de nayi kahaani
Ab tu teri zubaani
Bhool ke baatein purani
Ki kaise kisi ne kab tha kya kaha
Ho.. likh de nayi kahaani
Ab tu teri zabaani
Bhool ke baatein puraani
Ki kaise kisi ne kab tha kya kaha
Roke gaaon jawaani
Par teri zidd karari
Tooti chaar diwari
To chal padi hai ik nayi hawa
Sadabahar hai tu sabse chamakdar hai
Teri roshni mein lag raha hai
Ab jawaan jawaan jahaan aa…
Jai hanuman gyan gun saagar
Jai kapis tinhu lok ujaagar
Jai hanuman gyan gun saagar
Jai kapis tinhu lok ujaagar
Dekhegi ye duniya yeh Womaniya
Haan haan haan.. ho…