Kiski Yaad Sataye Balam Lyrics | Saathi

Lyricist : Walli Sahab
Music Director : M Sadiq , Gulshan Sufi
Singer :
                        
                        kiski yad sataye balam kiski yad sataye
kiski yad sataye balam kiski yad sataye
o balam o sajan kiski yad sataye
roj teri roj teri nindo me aakar
roj teri nindo me aakar
sapno me chhup jaye
sapna dekhe aankhe akeli
sapna dekhe aankhe akeli
ab ji ko tarsaye
o balam o sajan kiski yad sataye
kiski yad sataye balam kiski yad sataye
kiski yaad staye balam

ke mujar se bandh diye hai
ke mujar se bandh diye hai
kitne pankh sirahane
kitne pankh sirahane
kis papan ki yad piya ko
kis papan ki yad piya ko
ginwati hai taare
kiski yad sataye o ji kaun tujhe tadpaye
haye kaun tujhe tadpaye
kiski yad sataye balam kiski yad sataye
kiski yad sataye balam kiski yad sataye
o balam o sajan kiski yad sataye