mere gunah maaf kar mera zamir saaf kar
mere gunah maaf kar mera zamir saaf kar
mere yasu mere khuda o mere parmatma
dekhe jo husan ye jindagi aisi mujhe nigah de
aaya hu saramsar mai ab to mujhe panah de
ab to mujhe panah de
mere gunah maaf kar mera zamir saaf kar
mere yasu mere khuda o mere parmatma
koi bhi imtehaan le kaise bhi mujhko ajma
apne karam se ab magar apna hi rasta dikha
apna hi rasta dikha
mere gunah maaf kar mera zamir saaf kar
mere yasu mere khuda o mere parmatma
oro ke waste jiu apne liye to ji chuka
khune jigar bhi ab piu khusio ke jaam pi chuka
khusion ke jaam pi chuka
mere gunah maaf kar mera zamir saaf kar
mere yasu mere khuda o mere parmatma
o mere parmatma, o mere parmatma.