klook
koi samjhaye mujhe klook kya hota klook
meri rato ki nind gayi din ka chain gaya
kya hota hai ye klook
jab dil me dhadkan me koi aake sama jayega
ek pal me tere man me koi jadu jaga jayega
are bada tadpaye wo hai klook
jo hosh udaye wo hai klook
jab rato ki nind or din ka chain jaye
yahi hota hai ye klook
ye kya laga rakha hai klook
thodi chalaki thoda dhokha hai
banao bhole bhalo ko bevkuf
mila acha mauka hai
yuhi kuch log mehfil me
kisi se kyo ulajhte hai
ye dilvalo ki bate dilvale jante hai
dilvale samajhte hai
maine jara jara ye jana thoda thoda pahchana
is bat ka matlab kya hai ek bar aur batlana
jab najro ki gadi chale chhuk chhuk chhuk
to dil me jo hota hai wo dhuk dhuk dhuk
jab rato ki nind or din ka chain jaye
yahi hota hai ye klook
aise kyo mehkati hai pagal hava
mai kuch kuch samajh gayi
mai kuch kuch na samjhi
bahki bahki si kyo nashili ghata
mai kuch kuch samajh gayi
mai kuch kuch na samjhi
pas aaye jo tu mere to phir mai tujhe batau
inn sabko vahi hua hai kaise tujhko samjhau
sharma ke palk jaye jhuk jhuk jhuk
sine me saans jaye ruk ruk ruk
jab rato ki nind or din ka chain jaye
yahi hota hai ye klook
han ab to samajh gayi klook
ye kya hota hai klook
koi mile kisi se jab chup chup chup
wo sari umrr rahe chup chup chup
jab rato ki nind or din ka chain jaye
yahi hota hai ye klook