Welcome Entertainment Lover’s

Patit Pavani Ganga Lyrics | Sagar Sangam

Lyricist : Anjaan
Music Director : Dulal Guha , Bappi Lahiri
Singer : Lata Mangeshkar
                        
                        Patit pawan ganga
Shankar bhagwan ki
Jatao se awtarit
Pavitar ganga
Bharat ki pawan
Bhumi pe bahti hui
Jakar sagar se milti hia
Wahi milan hai sagar sangum
Aur usi sangum ke kinare hai
Bharat ka wo punay tirth
Ganga sagar

Gnga sagar par
Lagne wale mele me
Des ke har kone se aate hai
Sadhu sant mahatma grahasth
Aur sath sath aate hai papi chor
Badmash or pakhandi bhi

Jish dharti par hamare
Sagar sangam ki
Kahani janaam leti hai
Wo gav hai devipur
Jo gangha ko nahi
Ghodavari tat par
Basa hua hai aur
Is devipur gav mai bhi
Ek sangam awasar aata hai
Jisame papi badmash
Pakhandi bhi pahochte hai
Aur sant mahatma bhi
Khoon ke rakshak bhi
Kanoon se duniya ko lutane wale
Aur phir umadata
Ghatana aur bhawanao ka sagar

Jisaki lahere
Bandh deti hai
Kisiko jajbat ke
Bandhan main
Kisiko pyar mamta
Ke bandhan main
Aur yahi anokha sangam
Hamari kahani hai
Sagar sangam yaha
Sagar sangam yaha
Sagar sangam yaha.