Har Dukhda Sahne Wali
Muh Se Na Kuchh Kahne Wali
Har Dukhda Sahne Wali
Muh Se Na Kuchh Kahne Wali
Tyag Aur Sewa Mein Jo Duniya Se Nyari Hai
Tyag Aur Sewa Mein Jo Duniya Se Nyari Hai
Dharti Si Dhiraj Wali Ye Bharat Ki Nari Hai
Bharat Ki Nari Hai, Bharat Ki Nari Hai
Ghar Ki Laz Ko Dharm Jo Samjhe
Karam Kare Sukhkari
Angaro Mein Kud Pade Jo Samjh Us Phulwari
Ghar Ki Laz Ko Dharm Jo Samjhe
Karam Kare Sukhkari
Angaro Mein Kud Pade Jo Samjh Us Phulwari
Har Aasu Pine Wali, Hotho Ko Sine Wali
Mar Mar Kar Jine Wali Aisi Nari Hai
Mar Mar Kar Jine Wali Aisi Nari Hai
Dharti Si Dhiraj Wali Ye Bharat Ki Nari Hai
Bharat Ki Nari Hai, Bharat Ki Nari Hai
Ganga Si Niram Hai Jiski Jamuna Jaisi Kaya
Aisi Devi Apne Sar Par Lele Dosh Paraya
Ganga Si Niram Hai Jiski Jamuna Jaisi Kaya
Aisi Dewi Apne Sar Par Lele Dosh Paraya
Kurbani Karne Wali
Has Has Kar Marne Wali
Jiske Balidano Ek Aage Duniya Hari Hai
Jiske Balidano Ek Aage Duniya Hari Hai
Dharti Si Dhiraj Wali Ye Bharat Ki Nari Hai
Bharat Ki Nari Hai, Bharat Ki Nari Hai
Har Dukhda Sahne Wali
Muh Se Na Kuchh Kahne Wali
Tyag Aur Sewa Mein Jo Duniya Se Nyari Hai
Tyag Aur Sewa Mein Jo Duniya Se Nyari Hai
Dharti Si Dhiraj Wali Ye Bharat Ki Nari Hai
Bharat Ki Nari Hai, Bharat Ki Nari Hai.