ek baat hai kahne ki aankho se kahne do
ek baat hai kahne ki aankho se kahne do
bhad jayegi betabi rahne do rahne do
ek baat hai kahne ki aankho se kahne do
diwane pe aankhe utha na mere gul
tumhi mere parwane tumhi mere bulbul
diwane pe aankhe utha na mere gul
tumhi mere parwane tumhi mere bulbul
par kahna ek gul ka bulbul na samjha to
ek baat hai kahne ki aankho se kahne do
bhad jayegi betabi rahne do rahne do
ek baat hai kahne ki aankho se kahne do
ghata udi udi hawa pyari pyari
mohabbaat me deti hai maza bekarari
ghata udi udi hawa pyari pyari
mohabbaat me deti hai maza bekarari
chaliye ji dil dil ka afsana samjha do
ek baat hai kahne ki aankho se kahne do
bhad jayegi betabi rahne do rahne do
ek baat hai kahne ki aankho se kahne do
mohabbaat ke rango se bhar gaya mausam
hume milte dekha to thehar gaya mausam
mohabbaat ke rango se bhar gaya mausam
hume milte dekha to thehar gaya mausam
par humko mausam bhi diwana samjha to
ek baat hai kahne ki aankho se kahne do
bhad jayegi betabi rahne do rahne do
ek baat hai kahne ki aankho se kahne do