Welcome Entertainment Lover’s

Gao Re, Gao Re, Khushiyo Ka Tarana Lyrics | Samundar

                        
                        gao re gao re gao re khushiyo ka tarana jhumke aayi
aazadi jhumke aayi aazadi dur nahi wo din jab
hogi hari bhari ek ek wadi jhumke aayi aazadi
apne sitam ak aap nishana dekho wo shaiyad huya
apne sitam ak aap nishana dekho wo shaiyad huya
ujad gaya tha jo gulshan wo phir se hai aabad huya
phir se hai aabad huya apni basti chand huyi hai
gair ke ghar me barbadi jhumke aayi aazadi
gao re gao re gao re khushiyo ka tarana
jhumke aayi aazadi jhumke aayi aazadi

apni dharti par na honge begano ke dere
apni dharti par na honge
begano ke dere ha begano ke dere
naam na lenge kadam badane
ka ab chor lutere ha ha chor lutere
lehar lehar ban jayegi sadar desh ki sari aabadi
jhumke aayi aazadi gao re gao re gao re khushiyo ka
tarana jhumke aayi aazadi jhumke aayi aazadi

lahu lagakar aaj ye kha le kasme
aaj ye kha le kasme aaj se phir hum kabhi na
honge kisi gair ke bas me sun re bande chhinne
se bhi na chhni sakega koi hamari aazadi
jhumke aayi aazadi gao re gao re gao re khushiyo ka
tarana jhumke aayi aazadi jhumke aayi aazadi