Kaanto ko samjho na phool dobara
Dekho karo na yeh bhul dobara
Kaanto ko samjho na phool dobara
Dekho karo na yeh bhul dobara
Khilte hai kanto mein phool dobara
Khilte hai kanto mein phool dobara
Dekho karo na yeh bhul dobara
Kaanto ko samjho na phool dobara
Dekho karo na yeh bhul dobara
Socho to aisi duniya se
Koi kaise nata jode
Socho to aisi duniya se
Koi kaise nata jode
Jis dali se phal khaye
Us dali ko hi tode
Apne dil ke tukde se
Koi kaise muh ko mode
Ped to patthar kha kha ke bhi
Phal dena na chhode
Bate karo na fajul dobara
Dekho karo na yeh bhul dobara
Khilte hai kanto mein phool dobara
Dekho karo na yeh bhul dobara
Sukh dukh ki aandhi jeevan mein
Dekho aaye aake jaye
Aasha se jo bhi bane wo
Mahal na girne paye
Ho ret ki jalti deewaro pe
Jo bhi mahal banaye
Bhul kare jo insa to
Woh jeevan bhar pachhtaye
Sach ko karo tum kabul dobara
Dekho karo na yeh bhul dobara
Kaanto ko samjho na phool dobara
Dekho karo na yeh bhul dobara.