Tulsi ne ramayan likhi
Wedwyas ne mahabharat
Waidel ka diya kisi ne ghyan
Likha kisi ne puran
Kyu kisi ne kabhi na likhi
Ma bap ki kahani
Kyu kisi ne kahi na likhi
Ma baap ki kahani
Kyu kisi ne kabhi na likhi
Ma baap ki kahani
Kyu kisi ne kahi na likhi
Ma baap ki kahani
Tulsi ne ramayan likhi
Wedwyas ne mahabharat
Waidel ka diya kisi ne ghyan
Likha kisi ne puran
Kyu kisi ne kabhi na likhi
Ma baap ki kahani
Kyu kisi ne kahi na likhi
Ma baap ki kahani
Bap kama ke lata hai
Bete ko padhata hai
Bap kama ke lata hai
Bete ko padhata hai
Armano ki zamin pe
Sapno ka ghar banata hai
Khota uska nasib ho to
Bap agar garib ho to
Beta apne bap ki
Gurbat se sharmata hai
Sanp dud pike jahar ugalta hai
Main sharab pike sach bolta hoon
Tulsi ne ramayan likhi
Wedwyas ne mahabharat
Waidel ka diya kisi ne ghyan
Likha kisi ne puran
Kyu kisi ne kabhi na likhi
Ma bap ki kahani
Kyu kisi ne kahi na likhi
Ma bap ki kahani
Na kisi se kahti hai
Hansti gati rahti hai
Na kisi se kahti hai
Hansti gati rahti hai
Apne garab ki pir ko
Nau mahine wo sahti hai
Ma ke dil ko dukhata hai
Kokah mein nastar chubata hai
Phir bhi ma ki aankho se
Pyar ki dhara bahti hai
Tumse yahin winti
aye mere bhagwan
Na kisi ko dena
tum aisi santan.