kaha kaha pe na jane bhatak rahe hote
kaha kaha pe na jane bhatak rahe hote
tumhara pyar na milta
tumhara pyar na milta, to mar gaye hote
kaha kaha pe
kaha kaha pe na jane, kaha kaha pe na jane
kaha kaha pe na jane bhatak rahe hote
kaha kaha pe na jane
tumhare pyar ne badhkar hume sambhal liya
tumhare pyar ne badhkar hume sambhal liya
badhkar hume sambhal liya
hawa kuch aisi chali thi bikhar gaye hote
hawa kuch aisi chali thi bikhar gaye hote
tumhara pyar na milta
tumhara pyar na milta, to mar gaye hote
kaha kaha pe
kaha kaha pe na jane, kaha kaha pe na jane
kaha kaha pe na jane bhatak rahe hote
kaha kaha pe
sitaare pehara lagate hamare charo taraf
sitaare pehara lagate hamare charo taraf
sitaare pehara lagate hamare charo taraf
sitaare pehara lagate hamare charo taraf
ham ek duje ki baho me so rahe hote
ham ek duje ki baho me so rahe hote
tumhara pyar na milta
tumhara pyar na milta
to mar gaye hote
kaha kaha pe
kaha kaha pe na jane, kaha kaha pe na jane
kaha kaha pe na jane bhatak rahe hote
kaha kaha pe
meri nigah se khud ko jo dekh lete kabhi
meri nigah se khud ko jo dekh lete kabhi
khud ko jo dekh lete kabhi
tumhare hath se aaine gir gaye hote
tumhare hath se aaine gir gaye hote
tumhara pyar na milta
tumhara pyar na milta
to mar gaye hote
kaha kaha pe
kaha kaha pe na jane, kaha kaha pe na jane
kaha kaha pe na jane bhatak rahe hote
kaha kaha pe