Kah Do Koi Taqdeer Ke Dhoke Lyrics | Sati Pariksha

                        
                        kah de koi taqdeer ke dhokhe me na aaye
taqdeer ne sab bigde huye kaam banaye
kah de koi taqdeer ke dhokhe me na aaye
taqdeer bina kuch nahi banti hai banaye
taqdeer ke likhe ko bhala kon mitaye
kah de koi taqdeer ke dhokhe me na aaye

taqdeer ke deepak se hai ghar ghar me ujala
taqdeer ke deepak se hai ghar ghar me ujala
taqdeer na hoti to ye jag hota andhera
taqdeer hi taqdeer ko dhoke se bachaye
taqdeer ne sab bigde huye kaam banaye
kah de koi taqdeer ke dhokhe me na aaye
kah de koi taqdeer ke dhokhe me na aaye
taqdeer ne sab bigde huye kaam banaye
kah de koi taqdeer ke dhokhe me na aaye

sab kuch ko mukaddar ke bina kuch nahi milta
sab kuch ko mukaddar ke bina kuch nahi milta
taqdeer na razi ho to patta nahi hilta
kismat hi jo nahi sath hai to apne bhi paraye
taqdeer ke likhe ko bhala kon mitaye
kah de koi taqdeer ke dhokhe me na aaye
taqdeer ne sab bigde huye kaam banaye
taqdeer ke likhe ko bhala kon mitaye
kah de koi taqdeer ke dhokhe me na aaye

dushman ko gale se laga leti hai taqdeer
dushman ko gale se laga leti hai taqdeer
taqdeer se jo ruthe to mana leti hai taqdeer
jab koi na de sath to ye dheer bandhaye
taqdeer ne sab bigde huye kaam banaye
kah de koi taqdeer ke dhokhe me na aaye
kah de koi taqdeer ke dhokhe me na aaye
taqdeer ne sab bigde huye kaam banaye
kah de koi taqdeer ke dhokhe me na aaye