jism se ruh tak aapke hum huye
kya ye humko hua ek pal me
jism se ruh tak aapke hum huye
kya ye humko hua ek pal me
ja aag janam idhar
vo aag janam udhar
ye ishk ka hai asar
jism se ruh tak aapke hum huye
kya ye humko hua ek pal me
sine me mere sine me
uljhne hai sanam
sanso me meri sanso me
halchle hai sanam
sard ek rat me
jal raha hai badan
pyas bhi uth rahi
hoth bhi num hue
kya ye humko hua ek pal me
ja pyas janam idhar
vo pyas janam udhar
ye ishk ka hai asar
aankho me meri aankho me
yu nasha chha raha
chhute hi tere chhute hi
kuch hua ja raha
dard bhi mil raha chain bhi aa raha
dekhte dekhte fasle kam hue
kya ye humko hua ek pal me
ja chah janam idhar
vo chah janam udhar
ye ishk ka hai asar
jism se ruh tak aapke hum huye
kya ye humko hua ek pal me