Yeh zindagi hain nasha hi nasha
Jo aaye agar jeene ki adaa
Yeh zindagi hain nasha hi nasha
Jo aaye agar jeene ki adaa
Yeh zindagi hain nasha hi nasha
Dil ho bujh to bujhe zindagi
Dil jo khila to khile zindagi
Jisko jaisi mili zindagi
Usko waisi lagi zindagi
Qatil hain sharaab hain
Masti hain shabaab hain
Jaam hotho se laga
Aur gham yeh dega bhula
Naye jaha mein mere sang aa
Yeh zindagi hain nasha hi nasha
Jo aaye agar jeene ki adaa
Yeh zindagi hain nasha hi nasha
Milkar tumhe chain sa mil gaya
Rangeen ek rasta mil gaya
Mujhko apna pata mil gaya
Jaate jate yeh kya mil gaya
Zalim samaj ko rasmo rivaaj ko
Chhod kar aage nikal
Chal zamne ke saath chal
Phir dekh yeh zamana tera hai tera
Yeh zindagi hain nasha hi nasha
Jo aaye agar jeene ki adaa
Yeh zindagi hain nasha hi nasha
Jo aaye agar jeene ki adaa
Yeh zindagi hain nasha hi nasha.