Hey sunata hu mazra
Ek aashiq adhed
Abhay majnu ka
Jo karta tha
Dawa ek jimedar
Bap hone ka
Huwa ye ki ek
Din usne socha ki apne bete
Ki shadi khana
Aabadi karwa du
Ki bin ma ke bache ki ye bhi
Tamana jald se
Jald puri karwa du
Ek din banthan ke
Matwala wo
Dilwala nikla sher karne ko
Mil gayi nadiya kinare
Machhuo ki
Rani jo aayi thi paniya
Bharne ko
Phir kya huya hey salo
What happend
Dono ke nain mile haye
Dilo ke gate khule haye
Pyar ki bate huyi haye
Roz mulakate huyi haye
Ishq ke chakarle ko haye
Bana ghamchkar wo to haye
Jlaya khud ka chulha
Banna chaha khud dulha
Sari duniya ko bhula
Shohrat ijat ko bhula
Jimedar ko bhula
Bete ki shadi ko bhula
Ek gabru arey gabru
Buddhu ko dekho
Pyar ho gaya, ek gabru
Buddhu ko dekho
Pyar ho gaya,
Dalti jawaniya mein
Pyar ho gaya, haye haye
Dalti jawaniya mein,
Kya hal ho gaya
Haye haye
Dalti jawaniya me,
Kya hal ho gaya
Ek gabru buddhu ko
Dekho pyar ho gaya
Jaga budhapa aur soyi jawani
Jaga budhapa aur soyi jawani
Dil mein bitha li ek dilbar jani
Ek machhuo ki rani wo to rani
Ka deewana mastana ho gaya
Wo to rani ka deewana
Mastana ho gaya
Ek gabru buddhu ko
Dekho pyar ho gaya
Haye haye
Dalti jawaniya mine,
Kya hal ho gaya
Ishq mein ban gaya
Akal ka andha
Suja nahi haye use
Duja koi dhandha
Andha re andha,
Arey banda re banda
Arey andha hu re
Mohabbat mein banda
Andha huya re ji ji ji ji ji ji ji
Ishq me ban gaya
Akal ka andha
Suja nahi haye use
Duja koi dhandha
Wo to
Wo to ishq ke akhade ka
Phalwan ho gaya
Wo to ishq ke akhade ka
Phalwan ho gaya
Ek gabru buddhu ko dekho
Pyar ho gaya haye haye
Dalti jawaniya mein,
Kya hal ho gaya
Haye aage na dekha
Aur pichhe bhi na dekha
Upar na dekha aur
Niche bhi na dekha
Aage na dekha aur
Pichhe bhi na dekha
Upar na dekha aur
Niche bhi na dekha
Uske sare kunbe ka
Bantadhar ho gaya
Uske sare kunbe ka
Bantadhar ho gaya
Ek gabru buddhu ko
Dekho pyar ho gaya
Haye haye
Dalti jawaniya mein,
Kya hal ho gaya.