teri nighao pe mar-mar gaye hum
baki adao pe mar-mar gaye hum
kya kare, kya kare, kya kare
teri nighao pe mar-mar gaye hum
julfo me leke kali raat chale
sara zamana liye sath chale
julfo me leke kali raat chale
sara zamana liye sath chale
aise me jine ka maja hai sanam
ankho se teri-meri baat chale
bewafa ek nigah dekh le dekh bhi le
teri nighao pe mar-mar gaye hum
baki adao pe mar-mar gaye hum
vallah beghar hu benaam hu main
dil ne jo bheja vo salam hu main
vallah beghar hu benaam hu main
dil ne jo bheja vo salam hu main
sathi ki jis pe nazer na hui
aisa hi pyasa ek jam hu main
bewafa ek nigah dekh le dekh bhi le
teri nighao pe mar-mar gaye hum
baki adao pe mar-mar gaye hum
teri aada ka to jawab nahi
meri wafa ka bhi hissab nahi
teri aada ka to jawab nahi
meri wafa ka bhi hissab nahi
surat tumhari badi khub sahi
dil to hamara bhi kharab nahi
bewafa ek nigah dekh le dekh bhi le
teri nighao pe mar-mar gaye hum
baki adao pe mar-mar gaye hum
kya kare, kya kare, kya kare
teri nighao pe mar-mar gaye hum
baki adao pe mar-mar gaye hum