yaha bhi to nahi hai
waha bhi to nahi hai
na jane kaha mera bachapan kho gaya
yaha bhi to nahi hai
waha bhi to nahi hai
na jane kaha mera bachapan kho gaya
aayi bahar ki ye rut kaisi aayi
maali bhi kahane laga kali ko parayi
aayi bahar ki ye rut kaisi aayi
maali bhi kahane laga kali ko parayi
apne bhulane lage ankhiya churane lage
haye ye kaisa gajab ho gaya
yaha bhi to nahi hai
waha bhi to nahi hai
na jane kaha mera bachapan kho gaya
yaha bhi to nahi hai
waha bhi to nahi hai
na jane kaha mera bachapan kho gaya
tane to degi mujhe desh ki hawaye
amiya ki chhav me jo jhule na jhulaye
tane to degi mujhe desh ki hawaye
amiya ki chhav me jo jhule na jhulaye
sath hamare jhuli aur humi ko bhuli
aisa bhi kya gajab ho gaya
yaha bhi to nahi hai
waha bhi to nahi hai
na jane kaha mera bachapan kho gaya
yaha bhi to nahi hai
waha bhi to nahi hai
na jane kaha mera bachapan kho gaya
jata na bachapan na baat aisi hoti
baithi akeli meri gudiya na roti
jata na bachapan na baat aisi hoti
baithi akeli meri gudiya na roti
mera bhi jiya jale jor na koi chale
haye kaisa ajab ho gaya
yaha bhi to nahi hai
waha bhi to nahi hai
na jane kaha mera bachapan kho gaya
yaha bhi to nahi hai
waha bhi to nahi hai
na jane kaha mera bachapan kho gaya