Ho chala ke teer nazar
Ab na churao aankhey
Meri jaan aisa bhi kya
Yu na dekhao aankhe
Hoooo kho gaya
Ho gaya dil pe mere
Teri nighao ka jado
Ho gaya dil pe mere
Teri nighao ka jado
Jawani aati hai
Jab to nahi rahata dil pe kaboo
Jawani aati hai
Jab to nahi rahata dil pe kaboo
Nahi rahata dil pe kaboo
Nahi rahata dil pe kaboo
Ho gaya dil pe mere
Teri nighao ka jado
Lut ke dil yeh khati ho
Khata kya hai jawani ki
Banake humko deewana
Khub yeh maharbani ki
Mohhabat hi to dil ki doulat hai
Fakat is zindgani ki
Nahi wo pyar kar usme
To kimat kya jeewani ki
To kimat kya jeewani ki
Kho gaya
Ho gaya dil pe mere
Teri nighao ka jado
Jawani aati hai
Jab to nahi rahata dil pe kaboo
Nahi rahata dil pe kaboo
Nahi rahata dil pe kaboo
Kho gaya haye haye
Ho gaya dil pe mere
Teri nighao ka jado
Meri duniya mein aake tum
Kabhi ab dur na jaana
Kahi ruswa na ho jaye
Mohhabat ka yeh aafsana
Basa ke pyaar is dil mein
Na ho jana tu begaana
Saada mein hu teri sajaan
Mujhe tum bhul na jana
Mujhe tum bhul na jana
Kho gaya
Ho gaya dil pe mere
Teri nighao ka jado
Jawani aati hai
Jab to nahi rahata dil pe kaboo
Nahi rahata dil pe kaboo
Nahi rahata dil pe kaboo
Kho gaya haye
Ho gaya dil pe mere
Teri nighao ka jado
Ho gaya dil pe mere
Teri nighao ka jado.