sham-e-bahar aayi karke singar aayi
khwabo ke har layi
abr-e-bahar chaya paygam-e-yar laya
dil ko karar aaya
sham-e-bahar aayi karke singar aayi
khwabo ke har layi
aaya khushi ka jamana ulfat ne cheda tarana
hotho pe dil ki hai bate aayi mohabbat ki rate
jhukne lagi kyu dil ki nigahe nigahe
dil se mili dil ki rahe rahe
unka payam aaya dil ka salam aaya
hotho me naam-e-khuda uska hi nam aaya
sham-e-bahar aayi karke singar aayi
khwabo ke har layi
abr-e-bahar chaya paygam-e-yar laya
dil ko karar aaya
uthegi palko ki chilman padega ulfat ka daman
dilo ke gulche khilenge mere masiha milenge
jami hai dard-e-jigar me haste hai arman jigar me
unka payam aaya dil ka salam aaya
hotho me nam-e-khuda uska hi nam aaya
sham-e-bahar aayi karke singar aayi
khwabo ke har layi abr-e-bahar chaya
paygam-e-yar laya dil ko karar aaya
sham-e-bahar aayi karke singar aayi
khwabo ke har layi