Itni badi duniya mein
Jo chhote chhote bache na hote
Itni badi duniya mein
Jo chhote chhote bache na hote
Chal chal hi fir hota
Jo ye nanhe mune bache na hote
Itni badi duniya mein
Jo chhote chhote bache na hote
Chal chal hi fir hota
Jo ye nanhe mune bache na hote
Itni badi duniya me
Pyar koi kisi se na karta
Na hi mamta ka roop sanwarta
Pyar koi kisi se na karta
Na hi mamta ka roop sanwarta
Kaliyo pe aati na jawani
Na hi gulshan ka rang nikhrta
Ye bhag bhi na hote
Ye bahare bhi na hoti
Jo ye nanhe mune bache na hote
Itni badi duniya me
Hans jo ye to man khil jaye
Roye agar to dil hil jaye
Pyar bari jise muskan de do
Use dono jahan ki khushi mil jaye
Ye hasi jo na hoti to jindagi na hoti
Jo nanhe mune bache na hote
Itni badi duniya me
Jaise pani chupa gatao mein
Chupi jindagi inki adao mein
Jaise pani chupa gatao mein
Chupi jindagi inki adao mein
Ye darti pe jhumte hai aise
Jaise udhati hai titaliya hawao mein
Ye nanhe munne hai bankuro ke tane
Jo ye nanhe mune bache na hote
Itni badi duniya mein
Jo chhote chhote bache na hote
Chal chal hi fir hota
Jo ye nanhe mune bache na hote
Itni badi duniya mein.