ek sapna maine dekha hai ek sapna maine dekha hai
tere hath me thi takdir meri tere dil me thi jagir meri
teri aankho me tasvir meri kaho jutha hai ya sacha hai
ye kahne me to jutha hai par sunne me acha hai
maine bhi ek sapna dekha hai
ek sapna maine dekha hai ek sapna maine dekha hai
na dil me teri chahe thi na tujhpe meri nigahe thi
na baho me ye bahe thi kaho jutha hai ya sacha hai
ye teri taraf se jutha hai vo mari taraf se sacha hai
ek sapna maine dekha hai ek sapna maine dekha hai
ek sapna maine dekha hai ek sapna maine dekha hai
jungle ki pagdandi pe jab tune mujhe bulaya tha
tu dil ka tofa deta tha or maine use thukraya tha
ye kaisa sana ho sakta hai, hua dil ka tofa deta tha
or maine use thukraya tha us pal tune takrar kiya
dil dene se ikrar kiya fir maine bhi inkar kiya
kaho jutha hai ya sacha hai
na sunne me hi acha hai na kahne me hi acha hai
ek sapna maine dekha hai ek sapna maine dekha hai
ek sapna maine dekha hai ek sapna maine dekha hai
batlao meri aankho me ye kis ke sapne aate hai
jo din ko aksar tadpaye vo nindo me hi mil jate hai
tum jaisi koi ek hasi rehti hai dil ke pas kahi
ab sach kahde kahi tu vo to nahi kaho jutha hai ya sacha hai
ye ek paisa bhi juth nahi ye solah aane sacha hai
ye solah aane sacha hai ye solah aane sacha hai
ek sapna maine dekha hai ek sapna maine dekha hai
ek sapna maine dekha hai ek sapna maine dekha hai.