subha dupahari shaam savere chahe laga lo sau sau feri
par meri gali me saiya raat ko aana
raat ko aana mulakat ko aana
raat ko aana mulakat ko aana
subha dupahari shaam savere chahe laga lo sau sau feri
par meri gali me saiya raat ko aana
raat ko aana mulakat ko aana
raat ko aana mulakat ko aana
mana ke mere bina rah na sakoge tum nahi ghabrana
mana ke mere bina rah na sakoge tum nahi ghabrana
aana jo hoga to mai khud chali aaugi tum nahi aana
surkhi lagau chahe roop nikharu kajara dalu chahe mang sawaru
par meri ha par meri gali me saiya raat ko aana
raat ko aana mulakat ko aana
raat ko aana mulakat ko aana
tera mera mel bhi ajib hai tera mera mel bhi ajib hai
tu mila to ye mera nasib hai jaise chand chandani ka sath hai
tu bhi mere utna hi karib hai tera mera mel bhi ajib hai
dil pe jo tu kabu na paye mere bina pagal ho jaye
par meri gali me saiya raat ko aana
raat ko aana mulakat ko aana
raat ko aana mulakat ko aana
isne bhi dekha or usne bhi dekha hum dono ka milna
isne bhi dekha or usne bhi dekha hum dono ka milna
gali gali ke har mod pe sunlo logo ka jalna
chahe mai tujhko lakh bulau sir takrau shor machau
par meri haye par meri gali me saiya raat ko aana
raat ko aana mulakat ko aana
raat ko aana mulakat ko aana
raat ko ager tu mujse dur rahe isme koi baat to jarur hai
raat bhar judai ka na gam karo dil to sara aap ka hazur hai
raat ko ager tu mujse dur rahe raat ko apna badlo irada
din ka mujhse lelo vada par meri haye
par meri gali me saiya raat ko aana
raat ko aana mulakat ko aana
raat ko aana mulakat ko aana
subha dupahari shaam savere chahe laga lo sau sau feri
par meri gali me saiya raat ko aana
raat ko aana mulakat ko aana
raat ko aana mulakat ko aana.