Mehki hawaon mein
chaaron dishaon mein
Nikla main azad hoke
Manzil meri jaane kahan hai
Mujhko nahin hai pata
Mehki hawaon mein
chaaron dishaon mein
Nikla main azad hoke
Manzil meri jaane kahan hai
Mujhko nahin hai pata
Dil kahe jhoom loon
aasmaan choom loon
Dil kahe jhoom loon
aasmaan choom loon
Beete din tanhayee ke
Masti ke pal aaye hai
Yaaron is deewane ki
Khushiyaan wapis laye hai
Mujko un veerano mein
Laut ke jaana nahin
Mera unse bhala
ab hai kya waasta
Jo mile har khushi
dard hai kis baat ka
Be-khabar ho gaya
main kahan kho gaya
Be-khabar ho gaya
main kahan kho gaya
Hum to aise panchi jo
Pinjre se ud jaate hai
Karte apni marji ki
Haath kisi ke na aate hai
Hum ko sare zamane ka
dard aur ghum bhul jana hai
Koshishe teri sari
ho jayegi naakaam
Chain se na kategi
teri sub-o-sham
Yaad unki jab aayegi
to rulaye ga dil
Ab kabhi na unhe
bhul paayega dil.