ye to nari yaha ki reet hai
tujhe dukh de jo tera meet hai
ye to nari yaha ki reet hai
tujhe dukh de jo tera meet hai
phir bhi usko hi tu pyar kare pyar kare
ye to nari yaha ki reet hai
tujhe dukh de jo tera meet hai
apna tan man or jiwan ye jisko arpan tu karti hai
mang me naam ke jiske tu wo sindur bharti hai
uske sukh ke liye marti hai marti hai
ye to nari yaha ki reet hai
tujhe dukh de jo tere meet hai
jane tu sabhi phir bhi chup rahe
man ke dukh nahi kisi ko tu kahe
haske dukh sabhi tu sahe tu sahe
ye to nari yaha ki reet hai
tujhe dukh de jo tera meet hai
tu to mamta ki murat hai pyar ki tu kahani hai
tujhse ghar baar sajta hai apne ghar ki tu rani hai
phir bhi aankho me to pani hai pani hai
ye to nari yaha ki reet hai