dosto mere dosto, dosto mere dosto
dosti ke geet main gata hun dosti ke geet main gata hun
chale aao chale aao main tumko bulata hun
dosti ke geet main gata hun chale aao chale aao
main tumko bulata hun dosto mere dosto
jisko sun ke tum masti me
jhum jate ho masti me jhum jate ho
jisko sun ke tum masti me jhum jate ho
aage chalte chalte piche ghum jate hun
vo hi bansi ki dhun main sunata hun
chale aao chale aao mai tumko bulata hun
dosti ke geet mai gata hun chale aao main tumko bulata hun
dosto mere dosto o ho ho o oho aa aa
tum kya jano tumse kitna pyar main karta hun
pyar main karta hun tum kya jana tumse
kitna pyar mai karta hun khali
pyar nahi karta main tum pe marta hun
main tum pe marta hun tum sabki kasme uthata hun
chale aao chale aao main tumko bulata hun
dosti ke geet mai gata hun chale aao main tumko bulata hun
dosto mere dosto
log sikhari ban ke tumko dhokha dete hai
log sikhari ban ke tumko dhokha dete hai
tum to vaihsi bande ka bhi mauka dete hai
sari duniya ko mai samjata hu
chale aao chale aao mai tumko bulata hun
dosti ke geet mai gata hun chale aao main tumko bulata hun
dosto mere dosto