mere man mere man mere man mere man
ye ujali ujali kirne chamki jiwan darpan me
ye ujali ujali kirne chamki jiwan darpan me
ye dhup chav ki an ban har disha sa nache tan man
hai sab kuch naya naya mere man mere man
mere man mere man mere man
ye ujali ujali kirne chamki jiwan darpan me
ha dharti ki god me hai sapno ka wo nagar
choda jaha tha hamne bachpan ka humsafar
kya hoga jane aage badli hui hawa hai
mahsus jo kiya hai usme bada maza hai
kabhi sochu ye kahungi kabhi sochu wo kahungi
kabhi sochu ye kahungi kabhi sochu wo kahungi
wo kabhi lage apna sa or kabhi lage sapna sa
hai sab kuch naya naya mere man mere man
mere man mere man mere man
khoya hai chain din ka rato ki nind khoi
yado me aaj kal to rahne laga hai koi
mil jaye jo akela to mai kahu jiya ki
hu mai azib pagal sapno ke is piya ki
ye ujali ujali kirne chamki jiwan darpan me
ye ujali ujali kirne chamki jiwan darpan me
ye dhup chaw ki an ban har disha ka nache tan man
hai sab kuch naya naya sa mere man mere man
mere man mere man mere man
mere man mere man mere man
mere man mere man mere man
mere man mere man mere man
mere man mere man mere man