Dwarkamai tere angana mein dhuni jalai
Sai ne tere angan mein dhuni jalai
Baba ne tere angan mein dhuni jalai
Dhuni ne bhar bhar ke vibuti dilai
Jisne bhakto ki kar di bhalai
Sai ne tere angan mein dhuni jalai
Baba ne tere angan mein dhuni jalai
Sai ke dhuni ne sai ki dhum machai
Vibuti ne bhakto ki vipda mitai
Ai ke dhuni ne sai ki dhum machai
Vibuti ne bakto ki vipda mitai
Vibuti ne jeevan ki jyoti jalai
Jinhe bhakto ki kar di bhalai
O sai ne tere angan mein dhuni jalai
Baba ne tere angan mein dhuni jalai
Sai ke vibhuti se matha sajaya
Jeevan ke har dukh ko usne mitaya
Sai ki vibhuti se matha sajaya
Jeevan ke har dukh ko usne mitaya
Dayamai aisi hai sai ki vibhuti
Ghar ghar mein sukh shanti lai
O sai ne tere angan mein dhuni jalai
Baba ne tere angan mein dhuni jalai
Paap vinashani tu dukhaharini
Mangalmayi tu dhuni
Paap vinashani tu dukhaharini
Mangalmayi tu dhuni
Teri vibhuti sainath ne
Sanjivani banai
Sanjivani banai
Sanjivani banai
Sanjivani banai.