ambe maat ki jai ambe maat ki jai
jai ambe jagdambe jai ambe jagdambe
jai ambe jagdambe jai ambe jagdambe
dhadhak uthi jwala chita ki chamak uthi chingari
pranpati ke sath ho rahi sati suhagan naari
mera pati amar hai mera pati amar hai
jab tak hai pataal pe dharti dharti per ambar hai
jab tak hai pataal pe dharti dharti per ambar hai
mera pati amar hai
phul bane ye angaare jaimaal bane ye jwala
phul bane ye angaare jaimaal bane ye jwala
jaag uthe swami mere ban chanda ka ujiyara
jab tak mere sar par ambe jagdambe ka gar hai
jab tak sat hai mere vrat me mera pati amar hai
uthe gagan me amar aatma
uthe gagan me amar aatma dekh ke tribhuwan dole
chita bane saiya suhag ki jhule pawan hi dole
jisey mila vardan usey marne ka kya darr hai
jab tak sat hai mere vrat me mera pati amar hai
mera pati amar hai jaago jaago
jaago hey shankar prlayankar netr tisra kholo
jaago hey shankar prlayankar netr tisra kholo
kab tak soyenge mere pati mahadev kuch bolo
netr tisra kholo
dm dm dm dm damru bajake viplabh ki hunkar sunake
kaalkut vishpaan kiya jo uska asar dikhaoo
jaago hey shankar prlayankar netr tisra kholo
netr tisra kholo
hil uthe gagan hil uthe dharaa dole jagmag vasundhara
jal me thal thal me jal halchal kal pal uthe sindhu lahra
ganga ka jal le angdayi un mast himchal dol uthe
mere pati amar amar jag me kan kan dharti ke bol uthe
aaj sati ke sat ko apbe harday taraaju tolo
nahi dusri prlay machegi netr tisra kholo
shiv shankar prlayankar abhayankar