ye dard bhara afsana, sunle anjaan zamana zamana
main hu paagal premi mera dard na koyi jana
main hu ek paagal premi mera dard na koyi jana
ye dard bhara afsana, sunle anjaan zamana zamana
main hu ek paagal premi mera dard na koi jana
koi bhi waada yaad na aaya
koi kasam bhi yaad na aayi
meri duhaayi sun le khudaai
mere sanam ne ki bewafai
dil toot gaya deewana, sunle anjaan zamana zamana
main hu ek paagal premi mera dard na koyi jana
main hu ek paagal premi mera dard na koyi jana
phoolon se maine daaman bachaaya
raahon me apni kaante bichhaye
main hu deewana deewangi me
ek bewafa se neha lagaaye
jo pyar ko na pahchana, sunle anjaan zamaan zamana
main hu ek paagal premi mera dard na koyi jana
main hu ek paagal premi mera dard na koyi jana
yaade purani aane lagi kyaa
ankhen jhuka li kyaa dil me aaya
dekho nazaara dilbar hamaara
kaise hamaari mahfil me aaya
hai saath koi begana, sunle anjaan zamana zamana
main hu ek paagal premi mera dard na koyi jana